Posts

Bawaseer ko Jad se Kaise Khatam Kare

Image
Aaj ke daur mein galat khan-paan, bigdi hui jeevan-shaili aur sehat par dhyan na de paane ke karan ek aam lekin behad dardnak samasya tezi se badh rahi hai—aur vah hai Bawaseer (Piles) . Agar aap bhi bawaseer ka ilaj jad se khatam in hindi aur bawaseer ka ilaj kya hai  ke baare mein vistar se janna chahte hain, to is blog mein hum is samasya ke prakaar, karan, lakshan, parhez aur bawaseer ka ilaj gharelu tareekon par charcha karenge. Asal mein, bawaseer hone par guda (anus) ke andar ya bahar ki nason mein soojan (inflammation) aa jati hai, jise aam bhasha mein ‘Masse’ kaha jata hai. Yeh masse sthiti ke aadharpur guda ke andar ya bahar kahin bhi ho sakte hain, jo rojana ke kaam-kaj aur baithne-uthne mein bhi bhari pareshani paida karte hain. Table of Contents (विषय-सूची) Bawaseer (Piles) Kya Hai? — Parichay Bawaseer (Piles) ke Prakaar aur Grades (Grade I se Grade IV) Khooni Bawaseer (Internal) aur Baadi Bawaseer (External) Bawaseer ke 4 Grades aur Unka Antar Bawaseer (Hemorrhoids...

Khansi aur Jukam ke Gharelu Nuskhe

Image
                    "Mausam ne li hai karwat, hawaon mein thandak aane lagi hai, Har doosre ghar mein ab khansi aur chhink gunjne lagi hai! 🍂🤧" Aap sabhi ka swagat hai! Mausam badal raha hai aur aise mein Khansi, Jukam aur Gale mein kharas hona ekdum aam baat hai. Par chinta ki koi baat nahi! Aaj ke is article "Khansi aur Jukam ke Gharelu Nuskhe" mein hum jaanenge ki is badalte mausam ke prabhav se kaise bachein aur bina ek rupaya kharch kiye, kitchen mein maujood cheezon se iska desi aur asardhar ilaaj kaise karein.  Khansi ,jukaam hona ek normal si baat hai lekin lekin yeh Poore din ma maza kharab kar deti hai to chaliye jaante hai khansi aur jukaam ke kya karan ho sakte hai. Table of Contents Prastavana (Introduction) Khansi ke Prakar (Types of Cough) Sookhi Khansi (Dry Cough) Balgam wali Khansi (Wet Cough) Allergic Khansi Khansi aur Jukaam ke Karan (Causes) Khansi ke Mukhya Lakshan (Cough Symptoms) Jukaam ke Lakshan (Cold...

Pilia Kya Hai? Jaaniye Iske Lakshan, Karan Aur Ilaj

Image
"Kya aap jante hai ki aaj kal ki bhaag daud ki jindgi mein khanpaan sahi nahi raha hai jisse aap aur hum bimaar pad rahe hain, aur Pilia (Jaundice) Kya Hai? Jaaniye Iske Lakshan, Karan Aur Ilaj , aaj ham ek aisi hi bimaari ki charcha karenge jiska naam yeh hai; yeh toh ham sabne suna hoga ki kabhi na kabhi hum ya hamare koi relatives is bimaari se zaroor guzre honge, isliye aap is blog mein aaye hain jisme aap janenge ki pilia kya bala hai aur yeh kyon hoti hai." Table of Contents (TOC): 1. Pilia (Jaundice) Kya Hai? 2. Pilia Hota Kyo Hai? 3. Pilia Ke Prakar (Hemolytic, Hepatic aur Post-Hepatic) 4. Pilia Ke Mukhya Lakshan (Symptoms) 5. Pilia Ke Pramukh Karan (Causes) 6. Jaundice Ka Ayurvedic Aur Gharelu Ilaaj 7. Khan-Paan Mein Kya Badlein? (Diet Control) 8. Jaundice Kaise Pata Karein? (Medical Diagnosis & Tests) 9. Pilia Ko Kaise Control Karein? 10. Conclusion (Nishkarsh) 11. Medical Disclaimer (Aavashyak Suchna) 12. Pilia Se Jude Aksar Puche Jaane Wale Sawaal (FAQs) 1. Pi...