45 Din Mein Vajan Kaise Kam Karein
Festival season ki photos mein har koi fit, smart aur attractive dikhna chahta hai. Agar aapka vajan lagatar badh raha hai, pet bahar nikal raha hai aur sharir ka shape bigad raha hai, toh aapke liye vajan ko control rakhna bahut jaruri hai. Agar aap bhi is tyohar ke mausam mein fit dikhna chahte hain aur yeh samajhna chahte hain ki " 45 Din Mein Vajan Kaise Kam Karein" , toh hamein sabse pahle yeh janna hoga ki hamari kis galti ke kaaran hamara vajan badh raha hai. Yahan par kuch mukhya kaaran diye gaye hain: Table of Contents (TOC) Vajan Badhne ke 10 Mukhya Kaaran (Causes of Weight Gain) Fast Food Khana Disbalanced Diet (Asantulit Aahar) High Sugar Intake (Meetha Jyada Khana) Poor Metabolism (Pachan Kriya ka Bigadna) Tension (Tanaav ka Badhna) Medicine ke Side Effects Periodic/Temporary Weight Gain (Pregnancy) Hormonal Changes Kidney ki Bimaari PCO...