Posts

Showing posts with the label Health Tips

Pilia Kya Hai? Jaaniye Iske Lakshan, Karan Aur Ilaj

Image
"Kya aap jante hai ki aaj kal ki bhaag daud ki jindgi mein khanpaan sahi nahi raha hai jisse aap aur hum bimaar pad rahe hain, aur Pilia (Jaundice) Kya Hai? Jaaniye Iske Lakshan, Karan Aur Ilaj , aaj ham ek aisi hi bimaari ki charcha karenge jiska naam yeh hai; yeh toh ham sabne suna hoga ki kabhi na kabhi hum ya hamare koi relatives is bimaari se zaroor guzre honge, isliye aap is blog mein aaye hain jisme aap janenge ki pilia kya bala hai aur yeh kyon hoti hai." Table of Contents (TOC): 1. Pilia (Jaundice) Kya Hai? 2. Pilia Hota Kyo Hai? 3. Pilia Ke Prakar (Hemolytic, Hepatic aur Post-Hepatic) 4. Pilia Ke Mukhya Lakshan (Symptoms) 5. Pilia Ke Pramukh Karan (Causes) 6. Jaundice Ka Ayurvedic Aur Gharelu Ilaaj 7. Khan-Paan Mein Kya Badlein? (Diet Control) 8. Jaundice Kaise Pata Karein? (Medical Diagnosis & Tests) 9. Pilia Ko Kaise Control Karein? 10. Conclusion (Nishkarsh) 11. Medical Disclaimer (Aavashyak Suchna) 12. Pilia Se Jude Aksar Puche Jaane Wale Sawaal (FAQs) 1. Pi...

Jee Ghabrana Aur Ulti Aana: Karan, Lakshan Aur Upay

Image
Kya aapke saath kabhi aisa hua hai ki aap apna roz ka kaam kar rahe hon aur achanak jee michlane lage? Pet mein ajeeb si bechaini mehsoos ho, kuch khane ka mann na kare ya baar-baar aisa lage ki abhi ulti ho jayegi? Aisi pareshani kabhi-kabhi thodi der mein theek ho jaati hai, lekin jab baar-baar hone lage, toh roz ke kaam karna bhi mushkil ho sakta hai. Table of Contents (TOC) Table of Contents Jee Ghabrana Aur Ulti Aana Kya Hota Hai? Jee Ghabrane Aur Ulti Aane Ke Karan Jee Ghabrane Ke Lakshan Jee Ghabrane Aur Ulti Aane Ke Gharelu Upay Jee Ghabrane Ki Ayurvedic Dawa Pregnancy Mein Jee Ghabrana Aur Ulti Aana Raat Ko Jee Ghabrane Ke Karan Jee Ghabrane Aur Ulti Se Bachne Ke Upay Aksar Puche Jane Wale Sawal (FAQs) Nishkarsh (Conclusion) Doctor Se Kab Sampark Karein? 1. Jee Ghabrana Aur Ulti Aana Kya Hota Hai? Sabse pehle in dono baaton ko samajh lete hain. Jab pet mein bechaini mehsoos hoti hai aur baar-baar ulti karne jaisa mann karta hai, toh ise nausea ya jee michlana kehte hain. Zaro...

SwasthLife me aapka swagat hai: Sahi Jankari Behtar Swasth

Image
  Namaskar dosto! Main Dev Datt, SwasthLife me aap sabhi ka swagat karta hoon. Aaj is naye blog ki shuruat karte hue mujhe bahot khushi ho rahi hai. Yeh blog maine sirf ek hi maqsad se shuru kiya hai—aap sabhi tak swasthya (health), fitness, bimarariyan aur unke dharon (reasons) aur sahi ilaj se judi sahi jankariyan pahunchaoonga.    Our Mission        "Mera Mission hai ki main har us vyakti ki madad karoon jo Internet par sahi health aur fitness ki jankari dhoondh raha hai. Aajkal bimariyon aur ilaj ko lekar bohot si afwahein hain. Is blog ke zariye, main aap tak bimariyon ke sahi kaaran, unke asardar ilaj aur gharelu nuskhe aasan bhasha mein pahunchaunga, taaki aap aur aapka parivar hamesha swasth aur khushhaal rahe."