Posts

Showing posts with the label Diseases and remedies

Bawaseer ko Jad se Kaise Khatam Kare

Image
Aaj ke daur mein galat khan-paan, bigdi hui jeevan-shaili aur sehat par dhyan na de paane ke karan ek aam lekin behad dardnak samasya tezi se badh rahi hai—aur vah hai Bawaseer (Piles) . Agar aap bhi bawaseer ka ilaj jad se khatam in hindi aur bawaseer ka ilaj kya hai  ke baare mein vistar se janna chahte hain, to is blog mein hum is samasya ke prakaar, karan, lakshan, parhez aur bawaseer ka ilaj gharelu tareekon par charcha karenge. Asal mein, bawaseer hone par guda (anus) ke andar ya bahar ki nason mein soojan (inflammation) aa jati hai, jise aam bhasha mein ‘Masse’ kaha jata hai. Yeh masse sthiti ke aadharpur guda ke andar ya bahar kahin bhi ho sakte hain, jo rojana ke kaam-kaj aur baithne-uthne mein bhi bhari pareshani paida karte hain. Table of Contents (विषय-सूची) Bawaseer (Piles) Kya Hai? — Parichay Bawaseer (Piles) ke Prakaar aur Grades (Grade I se Grade IV) Khooni Bawaseer (Internal) aur Baadi Bawaseer (External) Bawaseer ke 4 Grades aur Unka Antar Bawaseer (Hemorrhoids...

Pilia Kya Hai? Jaaniye Iske Lakshan, Karan Aur Ilaj

Image
"Kya aap jante hai ki aaj kal ki bhaag daud ki jindgi mein khanpaan sahi nahi raha hai jisse aap aur hum bimaar pad rahe hain, aur Pilia (Jaundice) Kya Hai? Jaaniye Iske Lakshan, Karan Aur Ilaj , aaj ham ek aisi hi bimaari ki charcha karenge jiska naam yeh hai; yeh toh ham sabne suna hoga ki kabhi na kabhi hum ya hamare koi relatives is bimaari se zaroor guzre honge, isliye aap is blog mein aaye hain jisme aap janenge ki pilia kya bala hai aur yeh kyon hoti hai." Table of Contents (TOC): 1. Pilia (Jaundice) Kya Hai? 2. Pilia Hota Kyo Hai? 3. Pilia Ke Prakar (Hemolytic, Hepatic aur Post-Hepatic) 4. Pilia Ke Mukhya Lakshan (Symptoms) 5. Pilia Ke Pramukh Karan (Causes) 6. Jaundice Ka Ayurvedic Aur Gharelu Ilaaj 7. Khan-Paan Mein Kya Badlein? (Diet Control) 8. Jaundice Kaise Pata Karein? (Medical Diagnosis & Tests) 9. Pilia Ko Kaise Control Karein? 10. Conclusion (Nishkarsh) 11. Medical Disclaimer (Aavashyak Suchna) 12. Pilia Se Jude Aksar Puche Jaane Wale Sawaal (FAQs) 1. Pi...

Bhookh Kyun Gayab Ho Jaati Hai?

Image
Arre suno! Kya aap bhi yeh soch kar pareshan hain ki "Bhookh Kyun Gayab Ho Jaati Hai?" Kabhi aisa hua hai ki aapne socha ho ki abhi kuch mazedaar khate hain, par plate dekhte hi dil baith gaya ho? Mann me ek alag sa ghabrahat hone lagti hai aur bhookh toh jaise bilkul hi gayab ho jaati hai. Aap andar se chahte hain ki kuch kha lein, par munh me nivala jaata hi nahi. Phir bechaare bas bebas hokar reh jaate hain. Sach kahoon toh, bina khaye reh pana aur is kamzori ke sath jeena sach me bahut mushkil hota hai.                 Table of Contents (TOC) Bhookh Na Lagne Ke Asli Karan Pet Me Soojan (Stomach Inflammation) H. pylori Bacterial Infection Tanaav (Stress) Anorexia ke Do Roop (Symptomatic & Anorexia Nervosa) Hormonal Asantulan (Imbalance) Kaise Pehchaanein Is Samasya Ko? (Symptoms) Bhookh Badhane Ke Asardar Gharelu aur Ayurvedic Upchar Gud, Kaali Mirch aur Kala Namak ki Goli Nimboo, Adrak aur Kala Namak Ayurvedic Syrups aur Vaati (Aptivate ...